आँसुओं की बात और है ़़़-------------
बह जाने दो आज इस ग़म के एहसास को,
इन के पाक लैहरों में मुझे ढूब जाने दो ।
ज़िक्र ना करना इस ज़माने से कभी तुम,
अकेले ही में साखी को शराब पिलाने दो,
वफ़ा के मोड़ पर बेवफा से मुलाक़ात हो गई ,
इश्क के नशे में ,मैं दिल से बेकाबू हो गई ।
बेवफ़ाई की है ये कैसी ख़ामोशियाँ ,
दूरियों की है ये कौन सी मज़बूरियां ।
मेरे लबों पर और दिल में वो समाते हैं ,
लेकिन दूर दूर तक नज़र नहीं आते हैं ।
गम की दुनिया में मैं शामिल हो गई हूँ ,
मेरा दर्रदे दिल इश्क का दीवाना बन गया है ।
मैं अपने नज़रों से तुम्हें कैसे गिराऊँ ,
बेवफ़ा सगंदिल आशिक को मैं कैसे भुलाऊ ।
आँसुओं की बात और है -------------------
इन के बैहिते बैहिते शायद दिल का नासूर धुल जाऐ,
इन के मरहम से ये दिल शायद फिर से खिल जाऐ ।
-----------------
Ansoo on ki baat aur hai .........
Beh jane do es gham ke ahsaas ko ,
In ki pak lehron me mujhe dhub jane do .
Zikar na karma is ka zamana se khabi,
Akele hi mein saki ko sharaab pilane do .
Wafa ke mod par bewafa se mulakat ho ga ee.
Ishk ke nashe me mai dil se bekaboo ho ga ee.
Bewafa ee ki hain ye kaise khamoshiyan ,
Dooriyan ki ye hain kaun see mazbooriyan
Ab Labon par aur dil me woh samate hain,
Lekin door door tak nazar nahin aate hain.
Gham ki duniya mein shaamil ho gayi hoon ,
Mera darde dil ishk ka deewanna ban gaya hai.
Main apni nazar se tume kaise giraoon ,
Bewafa sangdil ashiq ko mai kaise bhulaoon .
Ansoo on ki baat aur hai..........
Inke behte behte shayad dil ka nasoor dhul jaye,
Inke marhan se ye dil shayad phir se khil jaye .
No comments:
Post a Comment